Hamare blog par aap ko technology ki posts,health tips,cook tips,life style se related ,study se related post jaise kya?,kaise? karen ,aap ko is blog par esi hi posts mil jayengi technology tips,lifestyle,study tips,cook tips,health tps,tech news,earn money

Recent Posts

Breaking

Tuesday 29 January 2019

how to write a post for blog | blog me post kaise likhe


Dosto aj ham  ek bat sochte hai ki garibi aur berojgari dono hi bade roop mai adhiktar logo par  chhayi huyi hai is paresani se bhahar kase nikla jaye  esa koyi upay hai jis se  aap asani se pase  kamaye ja sake  esa to kabhi bhi nahi ho sakta ki apko free mai to kayi pase dega aap ko mehnat to jaroor karni hogi chahe koyi bhi kam ho ab aap paresan mat ho kyonki ham ek esa upayy aap ko batane ja rahe hain jo app ki is samasya ka bahav kam kar sakta hai .



https://guideaj.blogspot.com/
how to write a post for blog | blog me post kaise likhe
 ↳↳↳↳↾↾⇈⇚⇙⇚⇚⇚⇚⇚⇚⇜⇢⇹⇛⇜⇜⇢⇹⇛⇑⇣⇓⇬↼⇃↨↾⇚⇎⇎ 
Dosto waha tarika hai blog banakar blogging karne ka to app ko hamne ek post mein bata diya hai ki blog kase banate hain to app waha se jakar us post se sikh sakte hai ki blog kase creat kare
To dosto app ne blog creat kar hi liya hai lekin paresani aa rahi hai ki us par ham post kase likhen .to dosto aaj me app ki isi paresani ko door karne ki ko kosis karoonga .Yadi app chahte hai apne blog par post likhna to is post ko end tak aroor dekhen jis se app sikh sako ki blog par post kase likhen .To chalo suru karte hai .


JAROOR DEKHE :
                                make money 
                               health tips 
                                        Blog
                                          cook tips


BLOG POST KASE LIKHE :

To dosto app sabhi ko is post me jaise – jaise me bata ja raha hu app wase – wase karte jayiye .
1.    Toapp ko sabse pahale post creat karne ke liye apne blog ko openkar lena hai .jab app kabhi bhi open karte hai to app ko blog ka dashboard mil jta hai aur us par hamesa post ka section hula hota hai .to app ko whi par ek box me orange colour me new post ka option mil jayega ,app ko us  button par simply click karna hai .
2.    Ab app ke samne ek new page open ho jayega . To abb app ko dhyan se dekhna hai ki waha dheron sare option mil jayenge ,to app ko waha par aap ko sabse pahale tittle par jana hai .aur ab app soch rahe honge ki yaha par hamen kya dalna hai ,to chinta mat karo me app ko sab kuchh batane wala hai .
chalo me ek EXAMPLE ke dwara batata hu ki ,kya app ne kabhi bhi browser par kuchh bhi search karte hai to app ko bade – bade words me [kabhi -kabhi green colour me bhi ] kuch likha mila hoga jis se related app ne search kiya hoga jise health tips to health ki 5 tips kuchh is tarah ka mila hoga to thik usi tarah se app ko tittle me dalna hai ,jis par bhi app post likhna chah rahe hai

https://guideaj.blogspot.com/
how to write a post for blog | blog me post kaise likhe


3.    Ab app ko niche wo likhna hai jis jo app is post me likhna chah rahe hai .Us me bhi app ko heading , sub – heading , minor heading , normal heading ke roop me likhna hai .ye sabhi headings ke option app ko upar normal ke box me mil jayengi .Is me app ko sabse pahale heading deni hai ,doosre par sab heading ,third ko minor heading ,forth normal heading ke roop me likhenge .in ko jaise app ne dekha hoga ki ki ek heading ke andar kayi headings hoti hai to hame un headings ko isi tarah rakhna hai ,yadi app ki post me headings hain to ,parantu headings ka hona bhi jaroori hai kyonki bina headings ke hamari post achhi nahi lagti hai .To hamen headings ka upyog jaroor karna hai
4.    Ab app ko kya karna hai ki apnipostko achha show karne ke liye us post me kam se kam 3 – 4 image ka upyog jaroor karen ,kyonki jab koyi tumhari post ko padhega to us ko app ki post me koyi bhi akarshak chij nahi dikhegi to waha kahega ki yeh blog to bekar hai ,chahe app ne kitni  bhi achhi post kyon na hi likhi ho ,waha image ki kami ko fell karega aur app ke blig par ane ki kabhi bhi nahi sochega .app ki is kami ke karan hi app ke blog par visitor kam aate hai .to app ko apni post me image ko jaroor lagana hai .

JAroori guide :


5.    Ap ko image lagate time ekbat ka  vishesh dhyan rakhna hai ki app ko kabhi bhi copyright image ko upyog me nahi lena hai .nahi to app ke blog par copyright ka case lag sakte hai .is copyright ki paresani se bachne ke liye me app ko ek website ko bata raha hu app ko waha un me se kisi bhi image ko dpwnload kar lena hai ,jis ko bhi app search karen .To chalo me us website ko bata deta hu ki waha kon si hai – pixabay.com . yaha se app ko free image download kar lena hai aur post me laga dena hai .is se copyright nahi ayega .

6.    Dosto app ko apni post me lagbhag 3 – 4 line upar subscribe button jaroor lagaye  jis me apne blog ki link ko jaroor den .kya app link dena  jante hai . yadi nahi jante hai to me jaise – jaise batau wasw- wasw karo ko app ko jo bhi image lagaya hai ,us pa click karke apne dashboard me upar link box par click krna hai fir dobara click karna hai .

https://guideaj.blogspot.com/
how to write a post for blog | blog me post kaise likhe


waha par 2 – box me  app ko apne blog ki link ko dal dena hai aur aur niche ok button par click kar dena hai .is se app ki post ko koyi bhi jab padhega to waha app ke subscribe button par aa jayega aur yadi waha is par click kar deta hai to waha app ke blog par aa jayega To is tarah app kisi bhi image me link de sakte ho .

Post setting :

7.    Ab app iske  bad ek kam jaroor kar len jo bahut hi jaroori hai waha hai ki ek  side me app ke dashboard par post settings ka option hoga to app ko is me setting karni hai  .waha app ko sabse pahale Lable ka option hoga waha app ko dalna hai ki app ki post kis chij se related jaise health se related hai to health tips ,technology se related hai to technology tips Etc. kuch is tarah se us post ka lable dalna hai .second option hai schedule ka waha par app ko yeh dalna hai ki app is post ko kab publish karna chah rahe hai us time ko bhi set kar sakte hai aur automatic bhi kar sakte hain
Next hai permalink ,is me app ko kuch ese keyword dalte hai jinhe log search karte hai . next option me location dalni hai ki yeh post kis jagah ko adhar man kar likhi gayi hai ,adhiktar apni country ko dal kar search karen aur done kar den.
Ab search description me app ko kuch keywords dalne hai jo us post se related ho ,ki konse wordo se koyi is chijko search kar sakte hai jo post me likha hai .
8.    Next 2 – option  ke bare me mere dwara to yahi kaha jayega ki app ko us me bilkul bhi change nahi karna hai .yahi app ke liye thik hai .
9.    Ap ko yadi koyi bhi image lagana hai to to dashboard par upar image ka option hoga waha se laga sakte hai .wahi usi ke pas me video ka bhi option  hoga ,us se app post me video bhi laga sakte hai .

 https://guideaj.blogspot.com/

yadi aap ko hamari post pasand  aayi ho to isko apne dosto ke fayde ke liye share jaroor kare . hamare blog par online earning ,tehnology ,health tips ,, cook tips milti hai .hamara lakshay to  yeh hai ki aap jaise dosto aur bhaiyon ki sahayta hamare dwara kisi na kisi tarah se ho jaye hamari anya post ki link is post mai di ja chuki hai yadi aap unhe padh lenge to shayad aap ko thoda kuchh labh jaroor ho jayega
unko padhane ke bad aap ko koyi labh jaroor hoga
is post ko read karne ke liye                                      THANKS





\\

No comments:

Post a Comment

Youtube Home Page

https://www.youtube.com/channel/UChm1KKuc3YKEwFU4AuZFsJQ