Hamare blog par aap ko technology ki posts,health tips,cook tips,life style se related ,study se related post jaise kya?,kaise? karen ,aap ko is blog par esi hi posts mil jayengi technology tips,lifestyle,study tips,cook tips,health tps,tech news,earn money

Recent Posts

Breaking

Tuesday 5 February 2019

kinematics kya hai | what is kinematics | gatiki kya hai | chal kya hai


Dosto aj ham bat karenge ki kinematics kya hai .Dosto is topic me is ke kayi types ke bare me bat karenge kinematics ko hindi me gatiki kahate hai . kayi logo ko s ko samaghne me bahut hi paresani aati hai,is liye app sabhi ko me ek bahut hi asan se tarike se batana chunga jis se app ki samagh me asani se aa jaye .to dosto yadi app bhi jan na chahte hai kinematics ke bare me to is post ko last tak jaroor padhen.chalo sikhte hai ki kinematics kya hai .dosto yadi kisi bhi definition me bich – bich me yadi koyi second definition aa jayegi to me us ko jaroor bataunga ,jis se app ki samagh me sahi – sahi aye .

https://guideaj.blogspot.com
kinematics kya hai | what is kinematics | gatiki kya hai | chal kya hai 


🔙 FREE ME BLOG/WEBSITE BNAKAR PAISE KAMAYE

🔙AFFILIATE MARKETTING KARO KAMAO LAKHON RS


⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩⤩

KINEMATICS KYA HAI :

Dosto kinematic ,machanics ki waha shakha hai jis ke dwara pindon ki gatiyo ki study ki jati hai . Dosto kinematics ke antargat pindon ki doori ki jankari ki jati hai ki kitni doori hai ,un ki speed [ chal /veg ] ko gyat karte hai ki koyi pind kis veg se gati kar raha hai  ,tvarad kitna hai ,koyi pind kis disa me jaa raha hai ya kis disa me jayega etc. in sabhi chijo ki study karte hai .dosto ham app ke liye yeh bhi batayenge ki speed kya hai ,distance kya hai tvarad kya hai etc..

PIND KI GATI KE PRAKAR :


Gati ko nimn adharo par divide kar sakte hai –

                                        1🔀 .-Disa ya vimiy adhar par .  
                     
2🔁 .- Prakriti [ nature ] ke adhar par .

Ø Dosto ham disa ya vima ke adhar par jan lete hai ki gati kitne prakar ki hoti hai :


Ø EK VIMIY GATI :  


Is gati ke anusar yadi kisi chij ki gati ek saral Rekha ke anudish hoti hai ya ek hi disa me hoti hai ,is tarah ki gati ham ek vimiy  ya saral rekhiy gati ken am se jante hai.
Ex. – jaise app ne kabhi bhi train ko idhar – udhar chalet nahi dekha hoga ,mera matlab hai ki train ek sidhi Rekha me hi chalti hai .

https://guideaj.blogspot.com
kinematics kya hai | what is kinematics | gatiki kya hai | chal kya hai 

Ø DVI – VIMIY GTI :  


Is gati ke anusar yadi kisi chij ki gati ek tal me hi hoti hai arthat pind ki gati do disao me / ke anusar hoti hai ,to is tarah ki gati ko ham Dvi – vimiy gati kahate hai .
Ex. – jaise ham example ke lye lete hai ki kisi ball ki angle par gati ,kisi bhi pind ki x aur y disa me gayi .jaise ham kisi bhi ball ko throw kart hai to waha pahale ek sidhi Rekha me thi lekin jamin ke contact me ate hi waha apne mool marg se doosri disa me turn ho jati ,is tarah do disao me gati karti hai .

🔁kaisi bhi bimari ho to ese karo thik

🔁education ka koyi bhi jabab dekhe

Ø TRI – VIMIY GATI :   


Is gati ke anusar yadi kisi chij ki gati khule akash me hoti hai ya fir teeno disao me hoti hai ,to pind ki is tarah ki gati ko ham Tri – vimiy gati kahate hai.is gati me koyi bhi molecule kisi bhi disa me ja sakta hai .
Ex. – app ne kayi bar ekha hoga ya fir kiya bhi hoga ki jab perfum ko kisi kamre me chidak dete hai to waha room ke har bhag me fell jati hai ,kyoki yeh ek gass hoti hai ,is ke molecule ki gai Tri – vimiy gati hoti hai ,udte huye bird ki gati .

Ø   


Dosto ab ham jan lete hai ki prakriti ke adhar par gati kitne tarah ki hoti hai

Ø STHANATARIT GATI :

Dosto jab koyi pind ya thing nirdestanra ke sapeksh ek sthan se doosre sthan tak sthanantarit hota hai to is tarah ki thing ki gati ko sthanatarit gati kahate hai .kisi bhi chijka ek sthan se doosre sthan par jana hi sthanantarit gati kahalati hai .

Ex. – dosto ise ham ek example ki help se bhi samagh sakte hai jaise kimchalti huyi rain ki gati ,sidhi sadak / rode par admi ki gati .

 🔚cook recipy sikho free me 

🔚make money online

Ø GHOORDAN GATI :  

Dosto is ke antargat jab koyi pind ya vastu kisi nishchit aksh ke charo or parikramad karta hai ,to is tarah ki pind ki gati ghoordan gati kahalati hai .kisi bhi aksh ke chro or ghumna hi ghoordan gati kahalati hai .

Ex. – app ne jaroor dekha hoga ki pankha jab ghomta hai to fan ki is gati ko ghoordan gati kahate hai .aur doosra example hai ki jab ham kisi patthar ke piece ko dhage se badh kar gumaya jata hai to yeh bhi ghoordan gati karta hai .
 
https://guideaj.blogspot.com
kinematics kya hai | what is kinematics | gatiki kya hai | chal kya hai 

Ø DOLANI GATI : 

🔁͢͢HEALTH TIPS IN BIMARIYO KE LIYE 

🔁BLOG KI IN PARESANIYO KO KAREN DOOR

Dolani gati ke antargat jab jab koyi pind ya thing apni madhy sthiti ke ird – gird gati karta hai ,to is tarah ki gati ko dolani gati kaha jata hai .

Ex. – app ne jyatar dekha hoga ki ghadi ka pendulam apni madhy sthiti ke ird – gird gati karta hai ,to yeh is ka sabse achha example hai ,isi tarah ghoole kigati bhi isitarah hoti hai .

Dosto app ne dekha hoga ki yaha par kayi bar – bar nirdeshtantra aa raha tha app ke man me question jaroor aya hoga ki yeh kya hota .to chalo dekhte hai ki yeha kya hai .

NIRDESHTANTRA : 


Waha nikay ya tanra jis ke sapeksh kisi bhi molecule ki sthiti ka adhyan [study ] kiya jata hai ,is ko nirdeshtantra kahate hai .ab app ko pata chal gaya hoga ki yeh kya hota hai .

DOORI [ DISTENCE ]: 


Kisi pind dwara kul taiy kiya gya rasta ya path doori kahalata hai .kya app jante hai ki yeh ek adish rashi hoti hai kyonki ham ko nishchit nahi hota hai ki doori kis disa me taiy ki ja rahi hai .yadi kisi circle ke akar me bhi chalet  jaye to us me ham disa ko to bata nahi sakte lekin doori ka man bata sakte hain .

🔄BLOG KI TEMPLATE DOWNLOAD,CUSTOMISE KARE ESE  

🔄.OOO DOMAIN FREE ME 

CHAL [ SPEED ] :


Kisi pind dwara ekank time me taiy ki gayi doori ko us pind ki chal kahate hai .kya app jante hai ki chal bhi ek adish rashihoti hai kyonki yeh doori par hi depend karti hai .

TWARAD : 


Kisi bhi pind ya thing ke speed me parivartan ki dar ko us pind ka twarad kahate hai .ise ham   A   se darsate hai .twarad ek sadish rashi hai  kyonki ye bhi vithapan par depend karti hai .
Dosto ab app ko kinematic ke sath kayi jankari bhiil gayi hai .


https://guideaj.blogspot.com



    mughe    ummid    hai    ki   is   se   aapko   labh         mila   hoga, yadi aapko aur koyi pareshani ho to commant karen .
yadi aap ko hamari post pasand  aayi ho to isko apne dosto ke fayde ke liye share jaroor kare . hamare blog par online earning ,tehnology ,health tips ,, cook tips ,life style se related posts aur study se related posts  milti hai .hamara lakshay to  yeh hai ki aap jaise dosto aur bhaiyon ki sahayta hamare dwara kisi na kisi tarah se ho jaye hamari anya post ki link is post mai di ja chuki hai yadi aap unhe padh lenge to shayad aap ko thoda kuchh labh jaroor ho jayega
unko padhane ke bad aap ko koyi labh jaroor hoga
is post ko read karne ke liye                                      THANKS  





No comments:

Post a Comment

Youtube Home Page

https://www.youtube.com/channel/UChm1KKuc3YKEwFU4AuZFsJQ