Hamare blog par aap ko technology ki posts,health tips,cook tips,life style se related ,study se related post jaise kya?,kaise? karen ,aap ko is blog par esi hi posts mil jayengi technology tips,lifestyle,study tips,cook tips,health tps,tech news,earn money

Recent Posts

Breaking

Friday 8 February 2019

blog ki traffic kaise badhaye | how to increase traffic for blog | blog parviews kaise badhaye


Hello dosto aaj ka hamara topic hai ki hamare blog / website par traffic kaise laye ,wo bhi ek din me 1000 views – 6000 views tak .kya dosto app ne bhi blog / website bana liya hai ,aur app daily post likhne ke liye actie rahate hai aur daily likh rahe hai , aur fir bhi app ke  blog par traffic nahi aa raha hai ,to nirash hone ki koyi jaroorat nahi hai kyonki me aaj app ke liye 7 ese raste bata raha hu jin se app ke blog par daily 1000 views se 6000 views tak asani se la sakoge .


https://guideaj.blogspot.com/
blog ki traffic kaise badhaye | how to increase traffic  for blog | blog parviews kaise badhaye


⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩
Dosto kuch log to esa karte hai ki 5 – 6 post likhte hai aur daily dekhte hai ki hamare blog par to kuch bhi traffic nahi aa raha hai ,aur ve is ke badle me apne blog me blogging karna band kar dete hai ya fir us blog ko hi delete kar dete hai aur kahate hai ki blog se tokuch bhi nahi kama sakte hai .dosto app ne bhi yeh bat jaroor sochi hogi .
Dosto me app ko bahut hi achha tarika bataunga jis se app ki traffic na aane ki paresani door ho jayegi .haa  me ek bat aur bata deta hu ki app ne yadi abhi tak blog nahi banaya hai to app ki is paresani ko door karne ke liye hamare mere blog par is ke liye post mil jayegi

Us post ko dekhne ke liye yaha click kare       free me blog kaise banaye   

dosto maine dekha hai ki log jyadatar puchte hai ki sir hamare blog par traffic nahiaa raha hai? ,hamne blog ki seo setting bhi kar lii hai fir bhi yeh paresani kyo aa rahi ahi? ,Dosto yadi app ne apne blog ki seo setting nahi ki hai to kaise karen is ke liye mere 

blog par post mil jayegi dekhne ke liye yaha par click karen                SEO setting kaise kare


HOW TO INCREASE TRAFFIC FOR BLOG :


Dosto jaise ki me app ko pahale bhi bat chuka hu ki yaha par blog ki traffic badhane ke 7 tarike bataye ja rahe hai .
1.    Trffic increase karne ka sabse pahal tarika hai ki jis ke liye hame ek youtube channel ki jaroorat hogi .yadi app ke pass youtube channel hai to bahut achhi bat hai ,aur yadi nahi bhi hai to app ke liye hamare blog par is se related post mil jayegi ,app waha se sikh sakte hai ki youtube channel kaise banate hai .ab ap ko batata hu ki app ko us me description me apne blog ki post ka link dena hai ,jo bhi app us video me batarahe hai . jaise app kahate hai ki is chij ki link app ko description me mil jayegi .to is tarah waha app ke blog par aa jayega aur app ki traffic badhegi .


https://guideaj.blogspot.com/
blog ki traffic kaise badhaye | how to increase traffic  for blog | blog parviews kaise badhaye


⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩

2.    Dosto ab me bata raha hu ki doosra trika konsa hai blog par traffic lane ka ,to dosto waha hai ki app ko ek facebook account banana hai aur app ko us par 20 – 30 group ko join kar lena hai jo bhi app chahte hai me to kahata hu ki app us group ko join kare jaha par app ko jyada members mile .

🔻physics ka koyi bhi niyam/ theory yad kare sabse asan tarika 

Dosto app ko facebook account banana nahi aata hai to mere blog par us ki bhi post dali huyi hai ,us se bhi app bana sakte hai ,us post ko padhne ke bad app ko pata bhi chal jayega ki facebook se bhi pasie kamaye ja sakte hai wo bhi wha bataya gaya hai .

3.    Ab tisra rasta hai wo hai ki app ko quara.com par app ko apna account open kar lena hai aur app ko waha par question – answer karne hai ,wo kaise karna hai mene app ko ek post me bata chuka hu ki quqra.com par account kaise kaise banaye.yadi app ko is par account banana hai aur is ki jyada jankari chahiye to app us post ko jaroor padh len .waha par app apni posts ko share karte hai to app ko bahut hi jyada traffic milega .

4.    Ab dosto fourth tarika hai ki app ko apni sabhi posts ko Google+ par share karna hai app ko is par account open kar lena hai aur waha par blog ki post ke url ko dalkar share kare ,waha par app kisi bhi group ko bhi join kar sakte hai aur ap apna bhi group bhi bana skte hai .is se bhi bahut sara traffic app ko mil jayega .


https://guideaj.blogspot.com/
blog ki traffic kaise badhaye | how to increase traffic  for blog | blog parviews kaise badhaye



5.    Dosto app ko me batane jaa raha hu fifth tarika ,dosto me soch raha hu ki ap is se bahut achhi tarah se parichit honge ,wo hai WhatsApp .ha dosto app is par bhi apni posts ke url ko share karke traffic badha sakte ho ,is se app ki backlink bhi ready ho jayegi.

⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩

🔻pneumoniya ko ese kare thik  nahi to kabhi nahi thik hoga 

🔻blog se related sabhi paresani ko ese kare thik 

🔻blog post likhe ese 100 % unic


6.    Dosto yeh bahut hi achha tarika hai ki jis se app  apne blog par traffic la sakte hai ,is ke lye app ko insatgram par apne blog ki post ki link ko share karna hai .aur ek bat ka khas dhyan rakhe ki app apni bahut hi achhi aur adhik se adhik words wali post ko share  kre ya kuch hi words ki jaise 500 words – 600words ki share karen to is se koyi bhi effect nahi ota ha .

7.    Dosto app ko apni facebook par ya WhatsApp par lagbhag 2 – 3 din me koyi na koyi  new massage ko share karna hai jaise hamara yeh blog hai aur app ko is par in chijo se related post mil jayengi .is  se app ko ek fayda hoga ,wo hai ki jo bhi WhatsApp / facebook calane wala new user hogaa to us ko app ke blog ke bare me pata chalega aur waha app ke blog par jaroor ayega .is tarike se bhi app ke blog par traffic badega .

Aur haa dosto app ko yadi kisi bhi topic par koyi paresani aa rahi hai to app comment karke hame bataye ,jis se ham us par post likh kar app ki paresani ko door kar sake

 Mughe  ummid    hai    ki   is   se   aapko   labh         mila   hoga, yadi aapko aur koyi pareshani ho to commant karen . 

https://guideaj.blogspot.com/

yadi aap ko hamari post pasand  aayi ho to isko apne dosto ke fayde ke liye share jaroor kare . hamare blog par online earning ,tehnology ,health tips ,, cook tips milti hai .hamara lakshay to  yeh hai ki aap jaise dosto aur bhaiyon ki sahayta hamare dwara kisi na kisi tarah se ho jaye hamari anya post ki link is post mai di ja chuki hai yadi aap unhe padh lenge to shayad aap ko thoda kuchh labh jaroor ho jayega
unko padhane ke bad aap ko koyi labh jaroor hoga
is post ko read karne ke liye                                      THANKS  


1 comment:

  1. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete

Youtube Home Page

https://www.youtube.com/channel/UChm1KKuc3YKEwFU4AuZFsJQ