Hamare blog par aap ko technology ki posts,health tips,cook tips,life style se related ,study se related post jaise kya?,kaise? karen ,aap ko is blog par esi hi posts mil jayengi technology tips,lifestyle,study tips,cook tips,health tps,tech news,earn money

Recent Posts

Breaking

Saturday 26 January 2019

maleriya ka upchar | maleiya kase thik hoga


MALERIYA :

 https://guideaj.blogspot.com/
maleriya ka upchar | maleiya kase thik hoga


Hello dosto aaj ham kuchh ese subject par bat karne ja rahe hai jis se aap me adhikansh log parichit honge ,wo hai bimari . ab ham is bimari me bhi  ek aur  mukhya  hai wo hai mleriya . dosto aap jaroor jante honge ki yeh kya hota hai yadi nahi jante ho to ham aap ko is post ki madad se bata rahe hai .

Maleriya jwar se sabhi prichit hai yeh rog ati-kastkarak hota hai jab rogi ka jwar na utre  ya utar kar dpbara chadh jaye to sabse ahale maleriya jwar ki hi asanka ki Jati hai.maleriya adhikanst garm desho me hota hai .is liye chikitsa jagat me is rog ko usd katibandhiy nam se bhi jana jata hai .

esa nahi hai ki maleriya keval garm desho tak hi simit hai balki yeh sardi wale sthano me bhi hota hai . yeh bhayankar sankramak rog hai jo machhar ke katne se hota hai  is rog me hone wala bhayankar jwar 1 -2 -3 athva 4- din  tak chhod kar dobara akramad karta hai .sardi ke dino me maleriya jwar ka prabhav kam ho  jata hai sardi me yeh wahi par ya unhi kshetro me hota hai , jaha machharo ki adhikta hoti hai  maleriya rog plasmodium nam ke protozoa  ke sankramad ke bad apna prakop peda karta hai .

 Char tarah ke plasmodium : jo ki is prakar hai –
1 Plasmodium maleriya
2 plasmodium ovel
3 plasmodium flesiperam
4 plasmodium veivex
In sabhi me se plasmodium flesiperam sabse adhik rog ka prasar karta hai . plasmodium ovel ka prakop bahut kam dekhne ko milta hai . yeh adhiktar Africa me dakhne ko milta hai . is me kayi logo ki jaan bhi chali jati hai .
Ab doso aapko is post se is k  bare me to jankari mil hi gayi hogi ki iski adhikta kaha hai yah nischit jagah par nahi hota hai .

jaroor dekhe:1  blog se related post/tips

                 2       health tips
  3              make money




MALERIYA KE HONE KE KARAN :

 aaj ham aap ko batayenge ki is ki utpatti kaha se huyi hai aur is se hone ke kya karan hai ki ye manav ke andar utpann ho jata hai to aayiye ham jan lete hi iske un karano  ko
Maleriya rog ki utpatti  ka sabse main karan hai machharo me payi jane wali anafliese  ke . is mada anafliese ke manav sarir ko katne par  maleriya ka jiwadu sarir me pravesh kar jata hai  aur is rog ko janm dene me sahayak hota hai . jab yeh jiwadu hamare sarir me pravesh krta hai to yeh kuchh lambe aakar ka ho jata hai  ,ab is jivadu ki yeh isthiti  ko porojoait kaha jata hai .
Inka ek karan hota hai jis se ye  fell jate ha wo hai ki hamare gharo ke ass  -pass   gaddo aur nalo me jama pani . vegyaniko  ka kahna hai ki ek  nischit jagah par adhik samay tak pani jama rahne se isme mada anafliese ke sath -sath kayi aur prakar ke machhar  bhi janm le lete hai . yeh keval gaddo aur nalo ke pani  s hi nahi balki  hamare



https://guideaj.blogspot.com/
maleriya ka upchar | maleiya kase thik hoga


Pani pine ke sroto jase  babdi aur talab aadi me mada anafliese ,anya ke  fellne par iska upyo yadi ham nahne ya pine me  bhi  karte hai to hamare sarir ke andar mleriya aur kayi bimariyo ke fellne  ka  khatra badh jata hai .

Ab hamare samne ek aur karan hai jo maleriya ko fellane me sahayak hai wo hai ki ham jab kisi rogi ke lagi huyi suyi ko jo mleriya ke rogi ki ho  ese hi idhar -udhar fenk  dete hai to  waha suyi kisi na  kisi ke sampark me aa jati hai aur waha chubh kar us aadmi ko bhi iska rogi bana deti hai .

Is rog se doosron ki surksha ke liye hame us suyi ur sirinj ko garm  pani me ubal  lene ke bad hi fenk  dena chahiye  yadi ham esa nahi karte hai to vw jivadu jabardastti apna vans   aage badha lete hai aur dobara se kisi na kisi ko pidhit kar dete hai . isi liye hamen in bato ka dhyan rakhna chahiye .

MALERIYA KE LAXAN :  

Ab dosto aapne jan liya ki  maleriya kaise hota hai ya maleriya ke hone ke karan kya hai .  to ab ham bat kar lete hai ki maleriya ko  manusya me kin laxano ke dwara pahachana ja sakta hai 

Dosto jab hamare sarir me maleriya rog praves kar jata hai to hamara sarir hararat [bukhar ]ko mahasus karte hai .aur waha samay ke sath tej hota chala jata hai aur sarir  me bhayankar kampkapi hone lagti hai aura ap jaisa ki jante ho ki teeth bajne lagte ha,rogi  sardi ke mare apne hath -pam ko sikod leta hai  .



 https://guideaj.blogspot.com
maleriya ka upchar | maleiya kase thik hoga




is jwar ka tap 103 -106 degree tak pahuch jata hai . apni aam bhasa me bhi kaha ja sakta hai ki rogi itni jor se kampne lagta hai ki puri khat bhi hilne lag jati hai .aur yadi ham use 3 – 4 kambal bhi odha de to  bhi rogi kampne ki awastha se bhahar nahi aayega .

Is rog se grasit  rogi ka heart aur pleaha badh jate hai ,tej jwar se  manav sarir me blood aur pani ki kami aa jati hai . rogi  1 -2 din me hi kamjor ho jata hai , din hin ho jata hai . rogi is rog me apne chehre ki chamak aur kanti ko kho deta hai . jab yeh jwar ek din chod kar ek din aata hai to ese bukhar ko  ‘TIJARI JWAR’ ke nam se jana jata hai . maleriya jwar jab purana ho jata hai to yeh sardi  ke bina hi aa jata hai 

do in chhod kar aane walw jwar ‘CHAUTHIYA JWAR ‘ ken am se jana jata hai  . aur dosto aap ko yadi rojana ye jwar aata hai to waha ‘EKTRA JWAR ‘ kahalata hai . is jwar me sir me bhayankar dard hota hai mano  ki sir fat  raha ho  .raha kar chakkar aatehai aur  kabj ki si shikayat hone lagti hai . jii michalne lagta hai , vaman ho jati hai .aur to aur dosto uski jibh ka swad bhi kadwaa , baswad ho jata hai .

 Is ka rogi chahe  wo jwan hi kyo na h waha is se bimar hokar ek dam kamjor ho jata hai becheni itni badh jati hai ki wo apne hath – pero ko patak ne lag jata hai  aur ghabra kar apna matha tham kar beth jata hai  .

      UPSARG KE ROOP  :::::

Ise anya tariko se bhi pahachana ja sakta hai  jaise ki Atisar , Adhakpari ,Histirya ,Aamvat ,Efesia ,Sarir ka nila pad kjana ,Heart ka kampna ,Rakt hinta ,,kamhede ,Hichki ,Mook – badhirta  Andhapan ,Bolne ki shakti lop ho jana ,Antra – shool ,Unmad etc. .is ke rogi ko aage chal kar “Pechish” ki shikayat bhi hoti hai .

MALERIYA KI PRAMUKH AWASTHAYE : 

 Ab ham dosto aap ko batate hain ki maleriya ki main teen awasthaye hoty hai ----
1 sheet awastha
2 usdn ya uttap awastha
3 swed awastha ya  ise pasine ki awastha bhi kahate hain .

MALERIYA KO THIK KARNE KE UPAY :

Yadi aapke dost maleriya hai ya ap ke pados me kisi ke hai to aap ko ham kuch upay bata rahe hai  . in upayo ko aap un pidhit bhaiyo tak jaroor pahuchana  in upayo se aap ko jaroor labh hoga .in sabhi me se aap ko jo bhi achha lage us upay ko upyog kare :
1      Sartina Teblate : isko aap wyasko ko 2 – 2 tikiya ek din me 2 – 3bar jaroor de aur yadi  kisi bachhe ke hai to 1 – 1 tkiya dood ke sath prayog kare.

2      2  Sudarsan Ghansatv : is ka upyog 1 – 2 tikiya  din me 2 – 3 bar  sevan kare ya aap jase chahe wase kar sakte hai .
3      Pranda syrup :  yeh har tarah ke maleriya ke liye hai iska upyog 2 – 2 chambach ek din me le aura aap payenge  ki ye bahut asardar aur upyogi hai .

4      Jwarari Pey : yeh upyogi aushadhi hai isko garbhawastha me bhi prayog karaya ja sakta hai . yeh har tarah ke maleriya ke liye hai .yadi is ka sevan karne wala 15 years ye is se kam hai to us ke liye dedh ya o drom aur waha 5 – years se chota hai to aadha ya ek drom ka sevan karaye



 https://guideaj.blogspot.com




    mughe    ummid    hai    ki   is   se   aapko   labh         mila   hoga, yadi aapko aur koyi pareshani ho to commant karen . 

yadi aap ko hamari post pasand  aayi ho to isko apne dosto ke fayde ke liye share jaroor kare . hamare blog par online earning ,tehnology ,health tips ,, cook tips , life style ,study tips se relate posts milti hai .hamara lakshay to  yeh hai ki aap jaise dosto aur bhaiyon ki sahayta hamare dwara kisi na kisi tarah se ho jaye hamari anya post ki link is post mai di ja chuki hai yadi aap unhe padh lenge to shayad aap ko thoda kuchh labh jaroor ho jayega
unko padhane ke bad aap ko koyi labh jaroor hoga
is post ko read karne ke liye                                      THANKS  


No comments:

Post a Comment

Youtube Home Page

https://www.youtube.com/channel/UChm1KKuc3YKEwFU4AuZFsJQ