Hamare blog par aap ko technology ki posts,health tips,cook tips,life style se related ,study se related post jaise kya?,kaise? karen ,aap ko is blog par esi hi posts mil jayengi technology tips,lifestyle,study tips,cook tips,health tps,tech news,earn money

Recent Posts

Breaking

Monday 28 January 2019

seo settings for blogger |seo setting kase kare


SEO SETTINGS :    
Dosto  aap yadi ek blogger ho ya abhi bloggin karne ki soch rahe ho to aap ke  man mein ek question jaroor aya ho ki hamara blog google par /koyi search karega to to waha rank kyon nahi kar raha hai , 


https://guideaj.blogspot.com/
seo settings for blogger |seo setting kase kare



yeha search karne par rank kaise karega ,eas koyi tarika hai jis se yeha search karne par asani se dhoodne wale ko mil jaye ,iska koyi upay hai kya to dosto   
aapke is questions ka answer dene ke liye hamari is post ke  andar mil jayega .aaj ham bat karenge ki seo settings kya hoti hai, isko kaise karte hain, is ke kya fayde hain,ye kyo karni jaroori hai ,iske krne ka trika kya hai .to chalo dosto sabhi SEO settings ko is post me padhkar karte hai ,jis se ham bhi apni website ya blog ko google par dekh saken .
SEO SETTINGS KYA AUR KYO HAI : 

Hello friends ab ham bat kar rahe hai ki SEO settings kya hai to chalo  . aap yadi apne blog ko google par search par lana chahte hai to SEO setting karna jaroori hai .kya aap ne dekha hai ki aap koyi bhi guide ko google yak ahi aur search karte hai ,lekin google sabse best hai , jaise -health se sambandhit ,technology se sambandhit ,cook tips etc. ko ,to aap ne paya hoga ki ek kuchh green colour me esa eg.mywebsite.blogspot.com ya kayi  khul jate hai  ,to aap in par jakar apne kam ki chijo ko dekh lete hai aur kam pura hone par cut karke rakh dete hai , Dosto SEO ka full name “seach engine optimijation” dosto ab aap pahuch jate ho jis  ko ham jan-na chah rahe the wo hai website .
To dosto yadi aap ka blog bana  hai to waha bin SEO settings ke google search me nahi ayega  ,yadi ye nahi ki to aapke dwara dali gayi posts ko koyi bhi nahi padhega .




https://guideaj.blogspot.com/
seo settings for blogger |seo setting kase kare




SEO SETTINGS KAISE KARE :
Hello dosto  to aap ne ab nischya kar hee liya hai ki blog banana hi hai  aur bana bhi liya hai to aap soch rahe ho ki SEO setting kaise karoo  to yeh post sirf aur sirf aap hi ke liye hai to abhi karo SEO setting apne blog me .
Aap ko apne browser ko open kar ke apna blog open kar lena hai aur aap apna dashboard paaoge . ab aap ko kya karna hai ki Ab aap sabse pahale apne blog ke dashboard par jakar setting ke option par jana hai aap ko yeh option samne hi asani se mil jayega . ab aap ko simply tittle par click karna hai aura ap ne jo nam blog banate time diya tha aap ko use hi yaha tittle ke section me dalna hai  aur save changes par click karna hai ..  dalna kaise hai ,aap kuchh minuts ke liye socho ki aap ke samne ek kurup ya buri chij ko rakh de to aap kaisa feel karenge ,is bat ko me asani se soch sakta hu ki koyi bhi buri chij dekhna pasand nahi karta ,to aap ko apne blog ke name ko ache se likhna hai . mera likhne ka means ye nahi hai ki aap us tittle ko bilkul hi badal de ,keval aap ko to usi tittle ko ache dhang se lkhna hai .us me aur koyi badlav nahi karna hai .
Ab aap ko second section milta hai Discription ka ab aap soch rahe honge ki yaha kya kana hai ,yeh to me bata raha hu kya karna hai .lekin dosto dhyan dene ki bat yeh hai ki aap ko description ko SEO settings karne se pahale hi likh lena hai . ab aap kahenge ki aap bar – bar DISCRIPTION – DISCRIPTION lag rahe hai Discription likhni  kaise hai to jano kaise likhe .dosto aap ka blog kis -topic par hai jaise  ki -technology par ,health tips par , cooking aur koyi bhi  to aap us se related kuch keywords aur line likhenge jaise – aap is blog par in -in chijo ke bare me batata hu / is blog me aap in ke bare me janege . to aap ko is tarah se DISCRIPTION likh kar us option par jana hai aur EDIT par click kar waha par dal dena hai .


https://guideaj.blogspot.com/
seo settings for blogger |seo setting kase kare





Dosto yah sab karne ke bad aap ko  jaha jana hai waha hai SEARCH PREFRENCE  . ab aap yaha par payenge ki ek section hoga META TAGS ka aap waha par click kar meta tags dal dena hai .ab fir wahi paresani hamare samne aati hai ki meta tags kya hota hai . to chalo yaha bhi jan lete hai ki yeh kya hai . jab aap google yak kahi bhi kuch search karte hai  ,to aap dekhte hai ki kuch 3 – 5 words ki  eke head  line  hoti hai . to wahi meta - tags hoti hai .to aap ko use banana hai aur META TAGS ke option par click karna hai . Aur waha EDIT par click kar ke yes par click kar ke  meta tags ko dal dena hai  .
 Ab aap yadi niche ki or jayenge to aap ko Custom Robots Header Tags ka option mil jayega . ab aap ko chinta nahi karni hai , is par simply click kar dena hai aur me aap ko jaise – jaise bata unga tumhe wase – wase yaha ye settings karni hai .waha par home page par click kar ke  sabse pahale ALL par tick karna hai  aur niche NOODP par click karna hai .isko pura karne ke bad aap ko  second point   par jana hai .ARCHIVE AND SEARCH PAGES par click karna hai aua ap ko waha par NOINDEX  aur niche NOODP par tick karna hai next point aata hai DEFAULT FOR POSTS AND PAGES . ab aap ko is section me bhi ALL par aur niche NOODP par dhire se click karna hai . yeh sab – kuchh karne ke bad aap ko SAVE CHANGES par click karna hai jis se yeh settings save ho jayen .

↱↻⇇⇉↵↪↠↞↛↛↹⇍⇐⇐⇒⇓⇔⇔⇕⇜⇚⇚⇡⇗⇖⇙⇒⇓⇔⇔⇕⇝⇜⇚⇚⇡⇗⇖⇙

Ab dosto aap ko ek aur sabse achhi aur main setting karni hai ,use kayi log karna bhool jate hai .aaj ham aap ko aapke blog me usi setting ko karane ke liye is post me bata rahe hai . is setting ko karne ke liye aap apne blog kr dashboard par THEME ke section par jakar click karo .  is me aap ko aap ke blog ki theme open ho jayegi jo bhi theme aap ne blog par laga rakhi hai  ,waha EDIT HTML par click karna hai.is se pahale aap ek kam aur kar lo wo hai ki aap ko browser me type karna hai “META TAGS IN HTML” aura ap ko waha par aap ko milega “HTML meta tags -w3school” .is par aap ko click karna hai . ab aap ke samne ek interface khul jayega aur waha upar EXAMPLE aur nice TRY IT YOURSELF hoga . bich ki likhi huyi sari chij ko copy kar lena hai .aur ab  jaha aap ne EDIT HATML par click kar ke jo khola tha waha  4- number par HEAD ke section me dal dena hai .jab aap achhi tarah se ise dal de to aap SAVE THEME par click karke ye karna hai .
Ab aap ki seo setings lagbhag puri ho gayi hai .



 https://guideaj.blogspot.com/




    mughe    ummid    hai    ki   is   se   aapko   labh         mila   hoga, yadi aapko aur koyi pareshani ho to commant karen . 
yadi aap ko hamari post pasand  aayi ho to isko apne dosto ke fayde ke liye share jaroor kare . hamare blog par online earning ,tehnology ,health tips ,, cook tips milti hai .hamara lakshay to  yeh hai ki aap jaise dosto aur bhaiyon ki sahayta hamare dwara kisi na kisi tarah se ho jaye hamari anya post ki link is post mai di ja chuki hai yadi aap unhe padh lenge to shayad aap ko thoda kuchh labh jaroor ho jayega
unko padhane ke bad aap ko koyi labh jaroor hoga
is post ko read karne ke liye                                      THANKS  

No comments:

Post a Comment

Youtube Home Page

https://www.youtube.com/channel/UChm1KKuc3YKEwFU4AuZFsJQ