Hamare blog par aap ko technology ki posts,health tips,cook tips,life style se related ,study se related post jaise kya?,kaise? karen ,aap ko is blog par esi hi posts mil jayengi technology tips,lifestyle,study tips,cook tips,health tps,tech news,earn money

Recent Posts

Breaking

Thursday 7 February 2019

what is low of motion | low of motion | motion low | gati ke niyam | newton's low of motion |nutan ki gati ke niyam


Dosto aaj ka hamara topic ek esa topic hai jis ke bina koyi bhi chij unimportant hai ,waha hai gati .dosto kisi bhi chij me koyi hal – chal nahi hoti hai to us ka koyi bhi importance nahi hota hai .dosto koyi bhi chij esi nahi hai jis ke niyam nahi ho ,sabhi ke hote hai .aaj ham gati ke niyamo ki bat karenge ki yeh niyam kon – kon se hote hai ? ,kitne tarah ke hote hai ? ,is ka iska hamre jivan me kya koyi example hai ? etc. kya dosto app gati [ motion ] ke bare me nahi jante hai to app ko help ke liye me mere blog par pahale hi gatiki [ kinematics ] par ek post likh chuka hu app us ko padhkar jaroor dekhe kyonki is post se related kayi chije us post me hai .


https://guideaj.blogspot.com
what is low of motion | low of motion | motion low | gati ke niyam | newton's low of motion |nutan ki gati ke niyam




Dosto app ko me sabse asan tarike se batane ki kosis karoonga .to chalo ab suru karte hai .

⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩⏩

MOTION:


Kisi bhi vastu / pind ka hilna – dulna hi gati hai .kuch chijo ki gati ek sidhi laine me hoti hai aur kuch ki tedi – medi lane me hoti hai .

free me blog banakar kamao lakho 

blogger theme ko ese kare customise

LOW OF MOTION :


Dosto physics me koyi bhi niyam esa nahi hai jo kisi ne diya nahi ho ya banaya nahi gaya ho ,sabhi niyam diye gaye hai .to ab ham bat karte hai ki motion / gatike niyam kis ke dwara diye gaye .

SCINTIST :


Dosto app ne ek scientist ka name to jaroor suna hoga , jin ka physics me bahut adhik yogdan hai ,who hai newton .in ka pura name ISAAC NEWTON hai .in ka mathematics aur physics me kayi area me kam kiya tha . dosto jab yeh 23 years ke the tab inhone gurtwakarsan [ gravitation ] ki theory dee thi .in hone kayi years bad motion ke niyamo ko diya jin ka hmare jivan [ life ] me kisi bhi chij ko understand karne me bahut bada yogdan hai .

https://guideaj.blogspot.com/
what is low of motion | low of motion | motion low | gati ke niyam | newton's low of motion |nutan ki gati ke niyam

➤➤➤➤➤➤➤➤➤➤➤➤➤➤➤➤➤➤➤➤➤➤➤➤➤➤➤➤➤

*    FIRST LOW OF MOTION / INERTIA [ JADATW ] KA NIYAM :


Jadatw ka means hota hai parivartan [ change ] ke prati pratirodh .Dosto bahut time pahale ek scientist huye the ,unka name hai “GALILIYO” .Is jadatw ke bare me sabse pahal GALILIYO” namak scientist ne pusti ki thi .in ke bad sir ISAAC NEWTON ne un theory ke adhar par kisi pind ki gati ka first low pratipadit kiya ,is niyam ko hi jadatw ka niyam kahate hai .

JADATW KE NIYAM KE ANUSAR:


Is niyam ke anusar yadi koyi vastu sthir hai to sthir hi rahegi aur yadi gatishil hai to gatishil hi rahegi jab tak ki us par koyi bahri force work na kare ,kisi vastu ya pind ke is gud [ quality ] ko jadatw ka niyam kahate hai .

*    JADATW KE TYPES 

Dosto jadatw kisi bhi tarah ka ho sakta hai ,jaise viram ka jadatw ,gati kajadatw ,disa ka jadatw et.

⏩  free me affiliat account banao,is  se kamao ese lakho

blog ke liye  .ooo domain free me 

1.    VRAM KA JADATW :


Is jadatw ke anusar kisi vastu ya pind ka waha gud jis ki viram awstha me swayam change nahi hota hai ,is ko viram ka jadatw kahate hai .is jadatw ko samghane ke liye me ek example deta hu .

Ex. – jab bhi ham safar karte hai to akshar yeh ho hi jata hai ki jab bus ya koyi vehicle achanak se chalna start kar deta hai to us me bethe yatri piche ki orr turn ho jate hai ,kayi bar to gir bhi jate hai yeh hi viram ka jadatw hai .

2.    GATI KA JADATW :


https://guideaj.blogspot.com/
what is low of motion | low of motion | motion low | gati ke niyam | newton's low of motion |nutan ki gati ke niyam

in bimariyo ko ese kare thik

kinematics kya hai in physics

Is jadatw kw anusar kisi bhi vastu ka waha gud jis ke karad vastu ki gati swayam change nahi hoti hai ,is ko gati ka jadatw kahate his . .is jadatw ko samghane ke liye me ek example deta hu .

Ex. - jab bhi ham safar karte hai to akshar yeh ho hi jata hai ki jab bus ya koyi vehicle me chalet time achanak break lagate hai to sabhi yatri age ki orr jhuk jate hai ,yeh hi gati ka jadatw hai .

3.    DISA KA JADATW :


Is jadatw ke anusar kisi vatu / pind ka waha gud jis ke karad vastu ki disa swayam change nahi hoti hai ,is ko disa ka jadatw kahate hai . .is jadatw ko samghane ke liye me ek example deta hu .

Ex. - jab bhi ham safar karte hai to akshar yeh ho hi jata hai ki jab bus ya koyi vehicle ko kisi circle par ghumaya / turn kiya jata hai to sabhi yatri windows ki taraf ate hai na ki aage - piche ki orr jate hai ,yeh s jagatw ke karad hi hota hai .

*    SECOND LOW OF MOTION / FORCE KE PARIMAD KA NIYAM :


Newton ke is niyam ke anusar kisi bhi vastu / pind par lagne wale force ka man  samveg [ momentum ] me parivartan ke samanupati hota hai .aur jo force lagta hai is ki disa usi disa me hoti hai jis disa jis disa me force work karte hai .

             F = m.a             [ F = force ,m =mass ,a = twarad ]

Is niyam ko fprce ke parimad ke niyam bhi kahate hai kyonki is se force ka parimad bhi gyat kiya ja sakta hai .

*    THIRD LOW OF MOTION / LOW OF ACTION  -REACTION :

 make money online ke asan tarike 

blog ko ese karaye google me rank 100% on 1 page

Is niyam ko newton ka third low bhi kahate hai . is niyam ke anusar sabhi action ki hamesha same aur opposite direction me reaction hoti hai ,is niyam ko action – reaction ka niyam kahate hai .is niyam ko samaghne ke liye me app ko ek example deta hu . 

         FAB = -FBA                   [ yha   ( – )   opposite direction ]


Ex. – app ne dekha hoga ki jab bhi nav [ boat ] chalak use chalata hai to waha pani ko piche ki orr karta ha ,yeh to action [ kriya ] hai aur iske pani ko piche karne ke bad boat aage ki orr badhti hai ,yeh opposite direction me same reaction hai kyoki jis tarah pani ko hataya jar aha hai sameusi tarah boat bi aage badh rahi hai .
Dosto mere blog par app ko physics ,chemistry ,math ke bare me jankari ki esi hi post milti hai .


 https://guideaj.blogspot.com/



yadi aap ko hamari post pasand  aayi ho to isko apne dosto ke fayde ke liye share jaroor kare . hamare blog par online earning ,tehnology ,health tips ,, cook tips ,life style se related posts aur study se related posts  milti hai .hamara lakshay to  yeh hai ki aap jaise dosto aur bhaiyon ki sahayta hamare dwara kisi na kisi tarah se ho jaye hamari anya post ki link is post mai di ja chuki hai yadi aap unhe padh lenge to shayad aap ko thoda kuchh labh jaroor ho jayega
unko padhane ke bad aap ko koyi labh jaroor hoga
is post ko read karne ke liye                                      THANKS  





No comments:

Post a Comment

Youtube Home Page

https://www.youtube.com/channel/UChm1KKuc3YKEwFU4AuZFsJQ