Hamare blog par aap ko technology ki posts,health tips,cook tips,life style se related ,study se related post jaise kya?,kaise? karen ,aap ko is blog par esi hi posts mil jayengi technology tips,lifestyle,study tips,cook tips,health tps,tech news,earn money

Recent Posts

Breaking

Sunday 10 February 2019

what is work | work kya hai | what is energy | energy kya hai | what is power | power kya hai

    Dosto aaj ka hamara ek esa topic hai jis me app ko 3 chijo ke bare me bataya jayega jis me first hai work ,second energy aur third hai power .in 3 ko hindi me 1 – kary, 2 – uurja, 3 – shakti kahate hai .aur yeh bhi janenhe ki yeh kya hai ? / kise kahate hai ?,in ke kitne prakar hai .in sabhi chijo ki jankari lene ke liye is post ko niche tak padhen ,me is post se app ko bahut achhi tarah se samghane ki kosis karoonga .to chalo shuru krte hai .

https://guideaj.blogspot.com/
what is work | work kya hai | what is energy | energy kya hai | what is power | power kya hai 

facebook se kamaye is tarah 

kinematic kya hai

newton ki gati ke niyam

WHAT IS WORK :

Dosto ham sabse pahale work ki bat karte hai ki yeh kya hota hai .

DEFINITION :


“Kisi vastu / pind par lagaye  gaye force [ kisi bhi tarahka force ] aur us force ke dwara prapt vishthapan  [ awastha me parivartan ] ko ham work kahate hai”
Kya app jante hai ki yeh ek adish rashi hoti hai ,kyonki work ki koyibhi fix disha nahi hoti hai ,ki yeh kis disha me kiya jaa raha hai .

free me blog banaye aur kamaye lakho

⏩ blog ki seo / 1 page par laye 100 %

WORK KA FORMULA :

Dosto physics me jin chijo ki definition hai jyadatar un ka formula hota hi hai , ii tarah work ka bhi formula hai .

                                    W = FxS  ya W = F x S cos

[F = FORCE , S = VISTHAPAN , W = WORK ]

Work ka matrak “NEWTON x METER” hota hai yaha par NEWTON force ka hai aur METER doori ka hota hai .aur in dono ko milakar is ka matrak “JOOL” ban jata hai . ab app ke man me question aya hoga ki yeh jool kya hota hai ,chalo dekhte hai ki jool kya hai .

1 – JOOL :

affiliate account banakar kamaye lakho ese

affiliate product ko ese sell karen

Yadi kisi vastu ya pind par 1 – newton force lagaya jata hai toaur yadi is force ke dwara 1 – meter visthapan isi force ki disha me hota hai ,to kiya gaya work 1 – newton ke barabar hota hai .

                                W = N x M  

                        [N = 1 NEWTON ,M = 1 METER ]

                                      W = 1 N x 1 M

                                        W = 1 JOOL

WHAT IS ENERGY :

https://guideaj.blogspot.com/
what is work | work kya hai | what is energy | energy kya hai | what is power | power kya hai 

Ab ham bat karte hai energy ,is ko hindi me uurja kahate hai

DEFINITION :

“Kisi vastu ya pind dwara work ko karne ki capacity [ kshamta ] ko hi ham energy kahate hai” uurja work ke karne ke parimad ko batati hai .

⏩ education se related koyi bhi chij dekhe 

⏩ in bimariyo ko kare jad se khatam 

Energy a matrak work ka hi matrak hota hai o hai “JOOL” is  ke aur bhi kayi  matra hai jaise WATT x SECOND etc.

  1 KwH = Killo Watt Hour
                                          1KwH = 1000 Wtt x 60 x 60 Sec.
  1 KwH = 103 x 3600 Watt x Sec.
                                                      1 KwH = 3.6 x106  Watt x Sec.                              [ Watt x Sec. = Jool ]

ENERGY KE ANYA ROOP :

* RASAYANIK UURJA :


“Jab bhi koyi rasayanik abhikriya karate hai /karayi jati hai ,to us se jo uurja milti hai ,use rasayanik uurja kahate hai”

* KINETIC ENERGY [ gatij urja ] :

https://guideaj.blogspot.com/
what is work | work kya hai | what is energy | energy kya hai | what is power | power kya hai 

blog ki template/theme ko customise / change kare ese                                                                       

blog par 100% unic post ese likhe 

in chijo ko ese pakaye 

“Waha urja jo kisi pind ki gati ke karan utpann hoti hai / fir kisi / vatu ya pind ko viram awastha se gatishil awastha me lane ke liye jitna work karna padta ,work ki us matra ko gatij urja kahate hai”

FORMULA :
                              W = U = mv2/2

* STHITIJ URJA :


“Kisi vastu ya pind ke akar me bina kisi parivartan ke kiye us ki sthiti me privartan karne me jitne work ke karne ki jaroorat hoti hai ,us work ki matra ko hi sthitij urja kahate hai .”

FORMULA :

                        P.E  /E.P  = mgh 
                                   [ m = mass . g = gurutviy force , h = hight ]

* MACHANICAL ENERGY :


“ kisi vastu ya pind me us ki gati ke karan vastu ki sthiti me parivartan ko yantrik / mechanical energy kahate hai” .
Dosto kya app jante hai ki mechanical energy ke man me kabhi bhi change nahi hota hai kyoki yeh gatij urja aur sthitij urja ka yog hoti hai .yadi koyi vastu gati karti hai ti yus ki sthitij urja ka man zero ( 0 ) hota hai. Aur yadi vastu ya pind sthir hai to us ki gatij urja ka man zero ( 0 ) hota hai .

FORMULA :                    M . E = P . E + K . E

               M . E = P . E + 0
                                           M . E = 0 + K .

* DHVANI ENERGY  :


“Dosto dhvani bhi ek urja ka hi roop hai ,is se hamare kano me samvednaye utpann hoti hai aur yeh dhvani ke kado me hone vali urja hai jo kampann ke roop me hoti hai .”

blog ki traffic badhane ke 7 tarike free me 

make money online ke tarike

* LIGHT ENERGY :



https://guideaj.blogspot.com/
what is work | work kya hai | what is energy | energy kya hai | what is power | power kya hai 

“Dosto light bhi [ Prakash ] bhi ek urja ka hi roop hai is ke karad hame dikhayi deta hai kyoki yeh hamari ankh ke RETINA par samvednayeutpann karta hai .”

* SUN ENERGY / SAUR URJA :

“Galaxy aur sun se jo urja milti hai ,us urja ko hi sun energy kahate hai .”

* NABHIKIY URJA :

“Kisi bhi nabhik me hone wale nabhikiy kadon ke madhy work karne wale nabhikiy force ke karad urja ko nabhikiy urja kahate hai .”

* ANTARIK URJA :


Ham sabhi jante hai ki pratyek kad chote – chote kaodo se mil kar bana hoata hai  .kisi bhi taral padarth ya gass ke aduo ki irregular / aniyamit gati ke karad in me gatij urja hoti hai ,ab app soch rahe honge ki kya solid me nahi hoti ,haa hoti hao us me solid hone ke karad un me kampann hoti hai jis ke karad in me gatij urja hoti hai .yeh antrik gatij urja hai ,in ke kado ke aduo ke akarshad force ke karad antarik sthitij urja hoti hai . In dono urjao ke yog ka man antarik urja ke man ke barabar hota hai .

* POWER / SHAKTI :

“Kisi bhi vastu ya pind ke dwara work karne ki dar ko power kahate hai .”

 ⏩youtube channel banaye,verify kare ,kamaye lakho

 ⏩game banakar kamaye lakho free me 

FORMULA : 

                   P = dW / dt      

[ dW= work me parivartan , dt = time me parivartan ]


 https://guideaj.blogspot.com/


                mughe    ummid    hai    ki   is   se   aapko   labh         mila   hoga, yadi aapko aur koyi pareshani ho to commant karen . 
yadi aap ko hamari post pasand  aayi ho to isko apne dosto ke fayde ke liye share jaroor kare . hamare blog par online earning ,tehnology ,health tips ,, cook tips milti hai .hamara lakshay to  yeh hai ki aap jaise dosto aur bhaiyon ki sahayta hamare dwara kisi na kisi tarah se ho jaye hamari anya post ki link is post mai di ja chuki hai yadi aap unhe padh lenge to shayad aap ko thoda kuchh labh jaroor ho jayega
unko padhane ke bad aap ko koyi labh jaroor hoga
is post ko read karne ke liye                                      THANKS  

No comments:

Post a Comment

Youtube Home Page

https://www.youtube.com/channel/UChm1KKuc3YKEwFU4AuZFsJQ