Hamare blog par aap ko technology ki posts,health tips,cook tips,life style se related ,study se related post jaise kya?,kaise? karen ,aap ko is blog par esi hi posts mil jayengi technology tips,lifestyle,study tips,cook tips,health tps,tech news,earn money

Recent Posts

Breaking

Sunday 10 February 2019

how to creat a youtube channel | youtube channel kaise banaye | youtube channel banane ka tarika

Doston jab bhee baat aatee hai online paise kamaane kee to sabhee soch mein pad jaate hai ki kaise kamaye vo bhee aasaan se tareeke se ,to aaj ham ek aise hee tareeke kee baat karenge. doston iske kayee kaaran hai [online earning ke ] to chalo ab mein batata hu ki aap kaise paise kama sakte hai ,vo hai youtube ke dwara .



how to creat a youtube channel | youtube channel kaise banaye |  youtube channel banane ka tarika


yadi app nahi jante hai ki youtube / youtube channel kya hai aur is se paise kaise kamate hai , to me app ko is post me bahut achhi tarah se bataunga ,is ke liye post ko last tak padhe ,mughe lagata hai ki bahut hi kam honge jo is k bare me nahi jante honge .to chalo suru karte hai .


free me blog banakar kamaye lakho

⏩  account banao affiliat marketting se lakho is tarah kamayeYOUTUBE KYA HAI :


Dosto ham bat karte hai ki youtube kya hai ? ,to youtube ek video prtal hai jaha par lakho log apne anubhavo ko ek video ke madhyam se share karte hai .yaha par har koyi bhi person video ko share karta hai aur is ke dwara paise kamata hai  yeh paise kamane ka bhi ek jariya ban gaya hai ,is se koyi bhi famous ho sakta hai .app ne bhi dekha hoga ki app ko yadi koyi chij nahi aa rahi hau ya aati hi nahi hai to app sabse pahale youtube par video ko hi dekhoge ,is se bahut se logo ko sikhne ko milta hai .

Youtube channel kyo banaye :


Dost app ko bata chka hi ki yeh ek famous hone ka ek sasan tarika hai,Dosto kya app nahi sochenge ki ham bhi famous ho jaye ,jaror socha hoga .is ke liye app ko ek youtube channel banana hoga ,us me app ko apni videos dalni hongi jis chij ke bare me bhi app  jante hai jaise app technology ke bare me kuch ya bahut jante hai / kisi bhi chij jaise teacher ho,cook ho ,singer ya dancer ho aur app tipsb batana chate oo app apne swayam ke channel par dal sakte ho jis se app bhi paise kama sakte hai .
Chalo Ab Sikh Lete Hai Ki Youtube Channel Kaise Banate Hai .
how to creat a youtube channel | youtube channel kaise banaye |  youtube channel banane ka tarika

YOUTUBE CHANNEL KAISE BANAYE :

Dosto app ne ab soch hi liya ki ham bhi famous hona chahte hai yapasie kamana chahte hai aur sikhna chahte hai ki youtube channel kaise banaye .

YOUTUBE KI SITE PAR JAYE :


* Dosto app ko apna youtube channel banana ke liye ek google account / gmail id ko jaroorat hogi .app ko apne mobile ya lapto me browser ko open kar lena hai jo bhi app use karte hai , aur us me app ko www.youtube.com par janahai ya sidhe hi app ko youtube ki website par jana hai aur yaha par aap ko bahut sari chije dekhne k milengi jaise kayi videos ,youtube ka add etc. 

SIGN IN KAREN : 

* Ab app ko kuch bhi nahi karan hai keval app ko SIGN IN ke option par click karke SIGN IN ho lena hai is ke liye app ko google ke account / GMAIL ID ka use karna hai kyonki yeh ek google ki hi service hai aur sign hone ke liye password, jo app ne gmail id par lagaya hai. ko dal kar sign in ho lena hai .
* Is ke bad app ko youtube ke dashboard par ek side me app ka profile dikhega , jis me app ka photo hoga ,app ko us par simply click karna hai ,ab ek box open ho jayega aur us me CREATOR STUDIO par click karna hai aur new dashboard me ek CREAT A CHANNEL ka option hoga ,us par app ko click karna hai .

in bimariyo ko ese kare thik jo kabhi nahi ayengi

CREAT CHANNEL:

* Ab app ko ek box mil jayega us meapp jo bhi name channel ko den ache de sate hai ,yeh sab karne ke bad app ko CREAT CHANNEL  par click karna hai .aur ab app ko apke channel ke dashboard ko payenge .ab app is par apni videos ko upload kar ke sabhi ko dekhne ke liye dal sakte hai
* Ab app sikh to gaye honge ki youtube channel kaise banate hai ,yeh kya hota hai .

YOUTUBE CHANNEL KO VERIFY KAISE KAREN :

* Dosto ab app apne channel par video dal sakte hai ,kyoki app ne youtube channel ban aliya hai ,lekin ab kuch basic settings hai jo app ko karna jaroori hai ,wo hai channel ko verify karna .Is ke liye app ko apne channel dashboard par apni profile ke photo par click karna hai jaha par app ne channel banana ke liye click kiya tha .

CREATOR STUDIO :

* Ab fir se wahi box open hoga ,lekin ab hame CREATOR STUDIO par click na karke side me setting ke option par click karna hai .is ke bad ek OVERVIEW ka box khul jayega ,is me app ko sabse niche ADDITIONAL FEATURES ka tittle hoga ,is ke bhi niche do link honge honge .

ADDITIONAL FEATURE : 


* Unlinks me first VIEW ADDITIONAL FEATURES hoga aur doosra CREAT A NEW HANNEL hoga .in me se app ko VIEW ADDITIONAL FEATURES ke option par click karna hai ,aur app new page me apna imag dekhenge jis ke upar STATUS AND FEATURES likha hoga ,side me name bhi hoga .

VERIFY KAREN :


* App ko name ke niche VERIFY ka button mil jayega ,us par app ko simply ckick karna hai . aur click karne ke bad ek bada box open ho jayega jis me app ke samne do optoion honge jis ke samne circle par tick karna hai .is me  ye option dikhenge

o  CALL ME WITH AN AUTOMATED VOICE MESSAGE
o  TEXT ME THE VERFICATION CODE

* In dono option me se app ko TEXT ME THE VERFICATION CODE ke option par tick karna hai .aur niche ek box hoga jis me mobile number dalna hai aur SUBMIT ke button par click karna hai ,jis number ko app ne dala hai ,ushi number par GOOGLE app ko verification code send karega [ bhejega ] .

ENTER THE CODE : 

* Jab app submit par click kar dete hai to app ke samne ek new box open ho jayega jis me app ko 6 numbers ka verification code dalna hai aur fir se SUBMIT ke button par click karna hai .

education se related yeh questions dekhe



blog ki traffic is tarah badhaye 7 tips


* Ab app apne channel par video upload kar sakte hai is ke liye app ke samne VERIFY ke samne tick laga hua ek box hoga jis me app ko CONTINUE par click karna hai .



 https://guideaj.blogspot.com/






    mughe    ummid    hai    ki   is   se   aapko   labh         mila   hoga, yadi aapko aur koyi pareshani ho to commant karen . 
yadi aap ko hamari post pasand  aayi ho to isko apne dosto ke fayde ke liye share jaroor kare . hamare blog par online earning ,tehnology ,health tips ,, cook tips milti hai .hamara lakshay to  yeh hai ki aap jaise dosto aur bhaiyon ki sahayta hamare dwara kisi na kisi tarah se ho jaye hamari anya post ki link is post mai di ja chuki hai yadi aap unhe padh lenge to shayad aap ko thoda kuchh labh jaroor ho jayega
unko padhane ke bad aap ko koyi labh jaroor hoga
is post ko read karne ke liye                                      THANKS   

1 comment:

Youtube Home Page

https://www.youtube.com/channel/UChm1KKuc3YKEwFU4AuZFsJQ