Hamare blog par aap ko technology ki posts,health tips,cook tips,life style se related ,study se related post jaise kya?,kaise? karen ,aap ko is blog par esi hi posts mil jayengi technology tips,lifestyle,study tips,cook tips,health tps,tech news,earn money

Recent Posts

Breaking

Sunday 27 January 2019

how to create a blog and earn money |how to make money with a blog for beginners

Dosto aj ham  ek bat sochte hai ki garibi aur berojgari dono hi bade roop mai adhiktar logo par  chhayi huyi hai is paresani se bhahar kase nikla jaye  esa koyi upay hai jis se  aap asani se pase  kamaye ja sake  esa to kabhi bhi nahi ho sakta ki apko free mai to kayi pase dega aap ko mehnat to jaroor karni hogi chahe koyi bhi kam ho ab aap paresan mat ho kyonki ham ek esa upayy aap ko batane ja rahe hain jo app ki is samasya ka bahav kam kar sakta hai.
https://guideaj.blogspot.com/
how to create a blog and earn money

Doston jab bhee baat aatee hai onalain paise kamaane kee to sabhee soch mein pad jaate hai ki kaise kamae vo bhee aasaan se tareeke se ,to aaj ham ek aise hee tareeke kee baat karenge. doston iske kaee kaaran hai [online earning ke ] to chalo ab mein batata hu ki aap kaise paise kama sakte hai ,vo hai blogging karke .dosto me aap ko bahut best tarike se sikhane ki kosis karunga .

Blog kaise banaye :

To app ko pata chal gya hai ki blogging karke bhi paise kama sakte hai .to dosto ab ham bat karte hai ki bloging karne ke liye hame blog banana to aata hi nahi hai ,to chalo me ise sikhata hu .
Dosto aap ko sabse pahale app jo bhi use karte hai -laptop.mobile ya koyi aur aap ko to keval us me apna browser open ka lena hai . jab app yeh kar len to aap ko waha type karna hai blogger.com . tab aap ise type karte hai to aap ek new page par pahuch jayenge aur waha payenge ki sabse upar aap ke dwara dali gayi link open ho jayegi ,aap ko us par simply click karna hai .




https://guideaj.blogspot.com/
how to create a blog and earn money



Aap ko ab ek new page mil jayega , creat a blog aur sign in  to aap ko sabse pahale jaise -jaise mein app ko batau  ,apne google account se sign in ho lena hai ,jis bhi google account se app blog banana cah rahe hai .yadi app ke pas google account nahi hai to app ke liye hamare blog par is ki post mil jayegi aur app us ki help se apna google account creat kar sakte hain .
Ab app sign in ho gaye ho to app ko creat a blog par click kar lena hai .ab app ke samne ek aur page khul jayega ,waha par app ko apne blog ka tittle dena hai ,tittle mein app ko apne blog ka name hi de dena hai jo bhi app chahen .ab second section mein aap se address puchega yahahamen hamara address nahi dalna hai balki wo hi name dal dena hai jo koi tittle mein dala tha ,yadi waha name available hoga to app ko waha availability ka sign show kar dega aur yadi name available nahi hoga to wo aap se mana kar dega ,kyonki waha kisi aur ke dvara liya ja chuka hoga . ek aur bat jis ko app nahi jante wo hai ki is name ke sath blogspot.com apne app hi jud jayega .aur waha app ko bata raha hai ki app kabhi bhi is ke sath aur koyi domain name jod sakte ho .


jaroor dekhe : make money online 
                      health tips 
                     cook guide
                     blog



Dosto ab app ko itna karke  agle option mein jana hai ,wo hai choose the theme  .app ko apne blog ke liye theme to jaroor chun ni hogi . jab app theme ko choose kare to ek bat ka vishesh dhyan rakhen ki jo theme app choose kar rahe hai waha resposiv honi chahiye ,ab ye responsive kya hota hai ,iska matlab yeh hota hai ki ji bhi theme ko app choose kar rahe hai us ko kii bhi divice mein dekhne par kuchh bhi kate – pite nahi ,laptop,mobile ,computer etc. par waha screan ke anusarset ho jaye kuchh bhi kate nahi blog ka tittle pura dikhayi de, kuch bhi padhne ke idhar – udhar side mein khiskana nahi pade . 



https://guideaj.blogspot.com/
how to create a blog and earn money


is ke liye pp responsive theme hi choose karen .theme koapp dobara kabhi bhi change kar sakte ho is ka bhi option app ko mil jayega .
App jab yeh sab kar len to app ko niche bottom mein creat blog ka button mil jayega ,app ko waha par click kar dena hai ,ab app paoge ki mera ek blog ban kar teyar ho gaya hai

App ko is se paise kamaneke liye is par posts likhni hongi ,posts likhne ka bhi bahut achha tarika app ko aana chahiye .yadi app nahi jante hai ki blog par posts kaise likhte hai to ap ki help ke liye hamare blog par post mil jayegi ,app us se sikh jayenge ki post kaise likhte hai .
Apne blog ko google mein rank krane ke liye blog mein app ko SEO  settings karna jaroori hai kyonki apka blog tab hi mil payega Seo kya hota hai topahale seo ko webmaster tool kahate the ab ise seo kahate ,is ka matlab hai search engine optimisation . ydi app SEO karna nahi jante hai to app ko is ki bhi post hamare blog par mil jayegi ,waha se app apne blog mein SEO kar sakte hai



 https://guideaj.blogspot.com/



  mughe    ummid    hai    ki   is   se   aapko   labh         mila   hoga, yadi aapko aur koyi pareshani ho to commant karen . 
yadi aap ko hamari post pasand  aayi ho to isko apne dosto ke fayde ke liye share jaroor kare . hamare blog par online earning ,tehnology ,health tips ,, cook tips ,lifestyle se related ,study tips milti hai .hamara lakshay to  yeh hai ki aap jaise dosto aur bhaiyon ki sahayta hamare dwara kisi na kisi tarah se ho jaye hamari anya post ki link is post mai di ja chuki hai yadi aap unhe padh lenge to shayad aap ko thoda kuchh labh jaroor ho jayega
unko padhane ke bad aap ko koyi labh jaroor hoga
is post ko read karne ke liye                                      THANKS

No comments:

Post a Comment

Youtube Home Page

https://www.youtube.com/channel/UChm1KKuc3YKEwFU4AuZFsJQ