Hamare blog par aap ko technology ki posts,health tips,cook tips,life style se related ,study se related post jaise kya?,kaise? karen ,aap ko is blog par esi hi posts mil jayengi technology tips,lifestyle,study tips,cook tips,health tps,tech news,earn money

Recent Posts

Breaking

Sunday 3 February 2019

kheer ki recipe | kheer kaise banaye | pua kaise banaye | pua banane ki vidhi


Hello friends aaj ham ek ese topic par bat karene jo bahut hi interested hai .aur sabhi us topic par jayadatar dhyan dete hai ,khas kar auraten , wo hai cooking .han to ab aap ko pata chal gya ki ham aaj kis par bat karenge .to chalo aaj Bharat ke ek mukhya bojan ke bare mein bat karte hai.waha ka ek  fevrate bhojan ki bat karte hai jo KHEER – PUA hai .


https://guideaj.blogspot.com/
kheer ki recipe | kheer kaise banaye | pua kaise banaye | pua banane ki vidhi



Dost name hii itna achha hai ki har kisi ke bhi mukh me pani aa jayega to is chij ko banakar khane mein to mja hi alag ayega .

JAROOR DEKHE:   dal- bati -churma kaise bana

➤               free me paise kamane ke anek tarike

KHEER KE LIYE SAMAGRI :


1.    Doto kheer ko banana ke liye kuch chijo ki jaroorat hogi ,yeh to app bhi jante hai ki kisi bhi bhojan ko bina kisi samagri ke banaya hii nahi ja sakta .
2.    Dosto kheer banana ke liye app ko jitni bhi app kheer banana chahe ,us se thoda kam pani hi lena hoga .
3.    Ab app ko 2 litter kheer ke liye 50 g. eliachi ,2 – bade gole / coconut ,yadi app doodh [ milk ] jyada pure dalenge to app ki mehanat ka swad milega ,aur yadi app doodh [ milk ] ki purti karne mein kami rakhte hai to app kheer ki chiknayi ko badhane ke liye 100 g. sabudane bhi lekar dal sakte hai .
4.    App ko 100 g. kismis , apne anusar chini [ sugar ] leni hai .2 litter kheer mein 1 kg. sugar

             blog free me banakar kaise kamaye

➤              .ooo domain free me kaise kharide

➤            is  bimari ke rogi jaroor dekhe sabse khatarnak bimari in upayo se labh hoga

KHEER KAISE BANAYE :


Dosto app ke bhi man mein aya hoga ki kheer kaise banaye?,ya fir app nahi jante hai ki yeh kya hoti hai au rise banakar app test karna chah rahe ho .to dostomein ajj app ke liye batana chah raha hu ki kheer kaise banayi jati hai .
Ø Dost chalo suru karte hai .app ki is chij ko banana ke liye sabse pahale ek patra lena hai ji s me app ko jaroorat ke anusar pani le lena hai ,fir app khana pakane ke liye jis bhi stove ka upyog karte hai us par garm hone ke liye rakh dijiye [ sabhi samgriyo ke liye mein ne bata diya hai ,jab bhi app kheer banana bathe toye sab chije app ke pass honi chahiye ]


https://guideaj.blogspot.com/
kheer ki recipe | kheer kaise banaye | pua kaise banaye | pua banane ki vidhi



Ø Jab yeh pani achhi tarah se garm hokar thoda – thoda ubalna start kar de to app ko is pani mein chaval[ rice ] ko saf karke dal dena hai .
Ø Ab app ko is ko jab tak garm hone dena hai tab tak ki rice thik tarah se pak [ cook ] nahi jaye .pakne ke bad app ko us me doodh [ milk ] dal dena hai,sath hi sabudane ,gola ,kismis, etc. dal dene hai .aur app ko ise thik tarah se pakana hai .
Ø Jab yeh achhi tarah se pak kar taiyar [ ready ] ho jaye tab app ko is ko stove se niche utar lena hai aur sabse pahale app ko is me ilaichi ko kut – kut kar barik karke dalna hai .

➤           blog par sabse achhi post kaise likhe

➤          blog ki seo setting kaise kare


Ø App ko dhyan rakhna hai ki chini / sakkar /sugar ko us samay nahi dalna chahiye jab ye stove par pak [ cook] rahi ho ,app ko ise niche utar kar hi dalna hai au risethik tarah se milana hai .
Ø Dosto app jis chij ko banana chah rahe the app ne us chij ko banana mein kamyabi pa li hai .



KHEER KO KAISE KHAYE :


Dosto kya hota hai ki kuchh log to ye hii nahi jante hai ki kheer ko kis tarah khate hai ,jyadatar log to gslst tarike se khate hai .to app koise bilkul sahi tarike se khana hai .is ke liye app ko kisi bhi patra mein kheer ko rakh lena hai jitni bhi app kgana chahe ,aur us ko hamesha [ always ] ek hii taraf se khana chahiye aur isko khate samay bte kam kare ,na hi kare to bahut hii achha hai .
PUA KYA HAI :
Dosto app ne kabhi is chij ko khaya hai ,yadi nahi khaya to ajj sikh lo aur banakar jaroor  kosis [ try ] karna ,yeh bhi ek lokpriya bhojan ka ek bhag [ part ] hai .yeh kisi bhi colour ka banaya ja sakta hai ,jyadatar simple / orange colour me hote hao .is me chote – chote kshidr [ hole ] bhi hote hai ,test me mitha hota hai.

PUA BANANE KI SAMAGRI :

Dosto app ko kuch chijo ki jarooart hogi jo pua banana me kam ati hai .to me app ko batata hu ki aate / maide ,sugar ,colour ki jaroorat pua banate time kam ayengi .
PUA KAISE BANAYE :



https://guideaj.blogspot.com/
kheer ki recipe | kheer kaise banaye | pua kaise banaye | pua banane ki vidhi




Dosto app ke man mein jaroor aya hoga pua banana ka vichar .to mein ab app ke liye batana chah raha hu ki pua kaise banate hai .in sabhi points se me app ko bataunga ki pua kaise banaye .
v To dosto app ko sabse pahale ek bartan me jaroorat ke anusar aata le lena hai ,dhyan rahe ki pahale hii app ko thode se pani me sugar ko ghol kar rakh lena hai ,ab us me app ko sugar ka pani dalna hai aur ek bartan me patala fen [ jis ko asani se kadhayi me dala ja sake] ko bana lena hai jis me thoda sa colour dal dena hai [ is ka colour market se alag ata hai normal colour ka use nahi karna hai ,nahi to kadva ho jayega ],yadi app chaho to, hame fen ko thoda sukha sa rakhna hai jo ki jyada gila bhi nahi ho aur sukha bhi nahi ho .

➤           blog ki template free me kaise change kare

➤          maleriya ki sabse badi jankari aur upay

v Ab app ko ek kadhayi leni hai ,us me refaind / Tel ko dal dena hai aur garm kar lena hai .app o us ko garm hone par fen ko thoda – thoda dalna hai , lagbhag ek tikki ke barabar ,yadi aoo chahe ki ham to aur bhi jyada / kam dalenge to app jaisa chahe vaisa kar sakte hai .
v Ab app ko in ko Tel me badal – badal kar paka lena hai .jab ye puri tarah se pak jayen tab app ko in ko sidhe khana hii nahi hai balkiji Tel in me bhar gaya tha us ko app ko nichod ka nikalna hai .aur fir us kokhana hai .
v Doto is tarah app pua banana sikh aye honge ,yadi app is ke bare me pahli bar sun rahe hai to app jaroor banakar dekhe .

 https://guideaj.blogspot.com/




    mughe    ummid    hai    ki   is   se   aapko   labh         mila   hoga, yadi aapko aur koyi pareshani ho to commant karen .
yadi aap ko hamari post pasand  aayi ho to isko apne dosto ke fayde ke liye share jaroor kare . hamare blog par online earning ,tehnology ,health tips ,, cook tips ,life style se related posts aur study se related posts  milti hai .hamara lakshay to  yeh hai ki aap jaise dosto aur bhaiyon ki sahayta hamare dwara kisi na kisi tarah se ho jaye hamari anya post ki link is post mai di ja chuki hai yadi aap unhe padh lenge to shayad aap ko thoda kuchh labh jaroor ho jayega
unko padhane ke bad aap ko koyi labh jaroor hoga
is post ko read karne ke liye                                      THANKS  

No comments:

Post a Comment

Youtube Home Page

https://www.youtube.com/channel/UChm1KKuc3YKEwFU4AuZFsJQ