Hamare blog par aap ko technology ki posts,health tips,cook tips,life style se related ,study se related post jaise kya?,kaise? karen ,aap ko is blog par esi hi posts mil jayengi technology tips,lifestyle,study tips,cook tips,health tps,tech news,earn money

Recent Posts

Breaking

Friday 1 February 2019

blog template kaise change kare | how to change theme in blogger |theme kaise lagaye


    Dosto aj ham  ek bat sochte hai ki garibi aur berojgari dono hi bade roop mai adhiktar logo par  chhayi huyi hai is paresani se bhahar kase nikla jaye  esa koyi upay hai jis se  aap asani se pase  kamaye ja sake  esa to kabhi bhi nahi ho sakta ki apko free mai to kayi pase dega aap ko mehnat to jaroor karni hogi chahe koyi bhi kam ho ab aap paresan mat ho kyonki ham ek esa upayy aap ko batane ja rahe hain jo app ki is samasya ka bahav kam kar sakta hai
blog template kaise change kare | how to change theme in blogger |theme kaise lagaye

Doston jab bhee baat aatee hai onalain paise kamaane kee to sabhee soch mein pad jaate hai ki kaise kamae vo bhee aasaan se tareeke se ,to aaj ham ek aise hee tareeke kee baat karenge. doston iske kaee kaaran hai [online earning ke ] to chalo ab mein batata hu ki aap kaise paise kama sakte hai ,vo hai blogging .yadi app blog banana nahi jante hai to hamare blog par is se related post mil jayegi ki blog kase bnaye  .app waha se blog banana sikh sakte hai .


   ➤       how to make money online 

  ➤     blog ki anek jankari 

  ➤        health tips

  ➤      cook tips



dosto me aap ko bahut best tarike se sikhane ki kosis karunga  ki app bog ki achhi theme ko download aur desine kaise kare .Yadi app bhi ache tarike se sikhna chahte hai to is post ko last tak jaroor padhen ,nahi to app kuchh bhi nahi  sikh paoge aur apne laxya ko pura karne me paresani ka samna karna padega .

Theme download kasie kare  :


Dosto app ko apne blog ke liye ek achhi si theme ko download karna hoga ,yadi app ka blog blooger hai to waha kayi achhi – achhi theme mil jayengi ,app waha se bhi laga sakte hai .to ham app ko batate hai ki ek responsive theme download kaise kare .

         blog kaise banaye


1.    Dosto app bhi apne blog par theme lagana chahte hai to app ko apne browser ko open karna hai aur type karna hai best free responcive blogger template  .to app jaise hi type to ek new page app ke samne open ho jayega is me hame image e opton par click karna hai .
2.    to ab app ke samne ek naya page hoga jis par anek theme hongi .in me se app ko koyi bhi achhi si theme choose karleni hai .is ke liye app ko us par click karna hoga .ab app ko side visite ka option hoga ,us par app ko click karna hai .
3.    Dosto ab app ek new page par aa jayenge .ab waha fir se kayi theme app ko dikhayega ,pp ko us par jana hai jo app ne choose kit hi .us theme ke niche more info likha hoga ,us par hamen click karna hai .
https://guideaj.blogspot.com/
blog template kaise change kare | how to change theme in blogger |theme kaise lagaye

4.    Ab app ek naye page par aa jayenge is par app ki theme hogi .yadi dosto app chahte hai ki hamari yeh theme kaisi dikhayi degi to is ke liye app ki theme ke niche Demo:see it live  ka button hoga ,us par app ko click kar dena hai .is se app is theme ko ache tarike se dekh sakte hai .
5.    App ko ise download karne ke liye side me Downoad free ka option hoga waha par hame click karna hai .ab app ek naye page par aa jayenge ,app ko ise download ar lena hai .Dosto app is tarah theme ko download kar sakte hai .

THEME KO BLOG PAR KAISE LAGAYE :


Dosto kya app ne theme ko download ki hai aur chahte hai ki ham blog par kaise lagaye to ham app ko batate hai ki theme ko blog par kaise lagaye .
1.    Yadi app  bhi chahte hai apni manpasand theme lagana to ayie sikhte hai .is ke liye app ko sabse pahale apne blog ko open kar lena hai .ab app dashboard par dekhenge ki kayi option honge ,app ko theme ke option par click karna hai .
2.    App ko is me ek side me upar backup/restore ka option mil jayega app ko us par click karna hai .app ko yaha par ek box mil jayega us me app ko choose file ke option par click karna hai .ab dosto app ne jo bhi theme download kit hi ,jis folder me thi us me jakar click karna hai aur fir open par click karna hai .ab app ko upload par click karna hai .
3.    Ab app dekh sakte hai ki ap ki theme lag chuki hai ,jo app ne lagayi thi .dosto yeh to hua ki laptop/pc /computer ki .ab ham bat karte hai ki yeh mobile me kaisi dikhayi degi ,to is ke liye app ko bagal wali mobile size ke niche ke setting ke icon par click karna hai .

                     blog ki SEO setting kaise kare


4.    Jab ham is par click karte hai to app se 2 – option puchhta hai ki app mobile par bhi show karna chhte hai /nahi ,to app ko yes / no choose karna hai .app dekh bh isakte hai ki yeh mobile par kis tarah ki dikhayi degi ,to is ke liye app ko preview par click karna hai  aur  dekh lena hai .yeh sab karne ke bad app ko save par click kar dena hai .
https://guideaj.blogspot.com/
blog template kaise change kare | how to change theme in blogger |theme kaise lagaye


THEME CUSTOMIZE KAISE KARE :

Dosto ab app ko apni theme ko customize karna hai .is ke liye app ko apne blog ke dashboard par jana hai .waha view blog par click karna hai ,to app dekhenge ki waha app ke man chahe navigation bar nahi to app ko unhe apne anusar badalna hai jaise first technology ka second life style ka .
1.    To ab app ko is ke liye apne blog ke dashboard par jana hai aur theme par click karna hai .waha par app ko Edite Html par click karna hai .

                      blog par post kaise likhen


2.    App ke samne ab ek theme ka box open ho jayega ,jis me ek bar andar kahi par bhi click karke ctrl+f  ko press  karna hai .ab aap ke samne left/right corner me chot sa box open ho jaega  .ab app ko kis ki jagah par name change karna hai jaise hame fashion / games / sports et. Me se jis ka bhi name change karna hai us ko is box me type kana hai aur enter kar dena hai .
3.    ab app ke samne pile colour me wahi name aa jayega jo app ne search kiya th ab app ko us name ki jagah par app jo bhi name jaise technology/lifestyle etc,dena chahte hai de sakte hai .is ke bad app ko save theme par click kar dena hai .ab app jab apne blog par jakar refresh karte hai to app dekhenge ki jo app ne change kiya tha wo ho chuka hai .
4.    Dosto app isi tarah se sabhi ko change kar sakte hai .

 https://guideaj.blogspot.com/


    mughe    ummid    hai    ki   is   se   aapko   labh         mila   hoga, yadi aapko aur koyi pareshani ho to commant karen . 
yadi aap ko hamari post pasand  aayi ho to isko apne dosto ke fayde ke liye share jaroor kare . hamare blog par online earning ,tehnology ,health tips ,, cook tips milti hai .hamara lakshay to  yeh hai ki aap jaise dosto aur bhaiyon ki sahayta hamare dwara kisi na kisi tarah se ho jaye hamari anya post ki link is post mai di ja chuki hai yadi aap unhe padh lenge to shayad aap ko thoda kuchh labh jaroor ho jayega
unko padhane ke bad aap ko koyi labh jaroor hoga
is post ko read karne ke liye                                      THANKS  

2 comments:

Youtube Home Page

https://www.youtube.com/channel/UChm1KKuc3YKEwFU4AuZFsJQ